woh nahin badnaam jisne dil ko hai paida kiya
dil se jo paida huyi woh aarzoo badnaam hai
shehar mein tere karke wafaayein hum to huye badnaam - 2
kissa yeh apna kisko sunaayein - 2
hum to huye badnaam - 2
apne labon ko sike humne ishq mein naam kamaaya - 3
husn ko lekin deke duaayein hum to huye badnaam - 2
kissa yeh apna kisko sunaayein - 2
hum to huye badnaam - 2
maikhane se uski gali tak jab apani shoharat phail - 2
log hamein phir kaise bhulaayein hum to huye badnaam - 2
kissa yeh apna kisko sunaayein - 2, hum to huye badnaam
shehar mein tere karke wafaayein hum to huye badnaam
kissa yeh apna kisko sunaayein - 2
hum to huye badnaam - 3