|
| MOVIE LYRICS |
 |
| |
Home | Album: A | Aafreen Vol. 1 (non-film) | Yahi Hai Fasaana Humaara Tumhaara lyrics
|
|
|
| Movie: Aafreen Vol. 1 (non-film) |
| Song Name: Yahi Hai Fasaana Humaara Tumhaara lyrics |
| Singers: Pankaj Udhas |
| Lyrics: |
| Music Director: |
|
Download Yahi Hai Fasaana Humaara Tumhaara Song |
Listen Yahi Hai Fasaana Humaara Tumhaara Song |

yahi hai fasaana humaara tumhaara - 2
jamaana deewaana humaara tumhaara
yahi hai fasaana humaara tumhaara - 2
jamane ki rasmo mein shaamil rahega - 3
woh milna milaana humaara tumhaara - 2
jamaana deewaana humaara tumhaara
yahi hai fasaana humaara tumhaara
gulo ki kitaabo ka unvaan hoga - 3
yahi muskuraana humaara tumhaara - 2
jamaana deewaana humaara tumhaara
yahi hai fasaana humaara tumhaara
mulakaat apani hai sadiyo puraani - 3
yeh rishta puraana humaara tumhaara - 2
(jamaana deewaana humaara tumhaara
yahi hai fasaana humaara tumhaara) - 2
|
|
|
|