iss duniya mein kaun sawaare, sabke bigade kaam - (2)
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam - (2)
iss duniya mein kaun sawaare, sabke bigade kaam

raam ki lila aparampaar -2
raam ki rachna yeh sansaar, raam ki puja jivan pyaar
kaani pawan gangan bharati sab kare pranaam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam - (2)
mandir ja ya mann mein dekh -2, satal jagat mein woh hai ek
lekin usake roop anek
wohi paarvati shiv, wohi raadha ka shyaam