|
| MOVIE LYRICS |
 |
| |
Home | Album: A | Aakash Deep | Mujhe Dard E Dil Ka Pata Na Tha lyrics
|
|
|
| Movie: Aakash Deep |
| Song Name: Mujhe Dard E Dil Ka Pata Na Tha lyrics |
| Singers: Mohhamad Rafi |
| Lyrics: |
| Music Director: |
|
Download Mujhe Dard E Dil Ka Pata Na Tha Song |
Listen Mujhe Dard E Dil Ka Pata Na Tha Song |

mujhe dard-e-dil ka pata na tha, mujhe aap kis liye mil gaye
main akela yuun hi maje mein tha, mujhe aap kis liye mil gaye
yuun hi apane apane safar mein gum, kahi dur main kahi dur tum
chale ja rahe the juda juda, mujhe aap kis liye mil gaye
main garib haath badha toh du, tumhe pa saku ke na pa saku
meri jaan bahot hain ye faasla, mujhe aap kis liye mil gaye
na main chaand huun kisi shaam ka, na chiraag huun kisi baam ka
main toh raaste ka huun ek diya, mujhe aap kis liye mil gaye
|
|
|
|