yeh aasmaan yeh jamin tu basi hai har kahin - (2)
tere bin mera jina nahi
tere bin kuchh nahi - (8)
(suni suni raatein badhaaye teri raatein
kahaan le chali mujhako deewaanagi) - (2)
tu shaks main kamar mein, jamin pe rehgujar mein
hai rehati wahaan pe teri dilkashi
ho n jaau paagal - (2)
hai kaarwaan phir bhi kamin tu basi hai har kahin
tere bin mera jina nahi
tere bin kuchh nahi - (8)
armaano mein basi hai, tu khaabon mein basi hai
tu dikhati har jagah pe, tu kahaan hai chhupi
hai dhundi duniya saari, yeh jindagi gujaari
kahin toh mile mujhe teri parchhaayi
ho gaya hoon ghaayal yaad aaye har pal
main kahaan tu kahin kaisi apani jindagi
tere bin mera jina nahi
tere bin kuchh nahi - (8)