(ham ladkiya nahi hangama hain
lagati hain sidhi sadhi ham me drama hain) - (2)
ladko ke pitche pitche pitche jaye, (jadu chalaye ham hain balaye -2)
ek chutki me kar dungi mai tumko apna raja
bachke rehna re baba - (8)
ladko kaa fashion huwa hain purana, aaya hain abb ladkiyo kaa jamana - (2)
payal humari jab jab bajegi tumko lagega thumka lagana
jadu chalaye ham hain balaye - (2)
ek chutki me kar dungi mai tumko apna raja
bachke rehna re baba - (8)
aankho mai kajal agar ham lagaye, phir kya hain ham rat usko banaye - (2)
pal bhar mai badal ko aawara karde, chunri agar ham hawa me udaye