ai badlo
ai badlo rimjhim key rang liye kaha chale
jhumati umang liye pyar kee patang liye
jiya more sang liye kaha chale, o ho o o ho........
sanan sanan pavan ghum ghum key, bansuree bajaye jhum jhum key
* kano me kahe pyar karo, dekho naa inakar karo
ajee suno kaha chale, o ho o ho........
lachak lachak phulo kee yeh daliya, janey kyun baja rahee hain taliya
dil me koyee aake kahe pyar karo, dekho naa inakar karo
ajee suno kaha chale.............