ho o o...........
yeh rate suhanee yeh pyara sama - (2) ha an
mohabbat divanee umange jawan aa aa aa......... - (2)
chhin liya aankho ne dil kaa karar, dil kaa karar, dil kaa karar
chakoree kaa chanda se pyar - (2)
lagan se teree hoke mai chur chur aa aa aa aa aa........
jaloon apnee hee aag me dur dur dur dur ho o o.......
chhote se mere dil me arman hajar, arman hajar, arman hajar
chakoree kaa chanda se pyar - (2)
ho o o
wafa tum karoge naa manenge ham, ho o
hamare ho tum kaho khake kasam, aa aa a
hasino key wado kaa kya aitabar, kya aitabar, kya aitabar
chakoree kaa chanda se pyar - (2)