|
| MOVIE LYRICS |
 |
| |
Home | Album: D | Dansh | Yeh Dharati Hai Saraayi lyrics
|
|
|
| Movie: Dansh |
| Song Name: Yeh Dharati Hai Saraayi lyrics |
| Singers: |
| Lyrics: |
| Music Director: Fazal Qureshi |
|
Download Yeh Dharati Hai Saraayi Song |
Listen Yeh Dharati Hai Saraayi Song |

mitti hi hai mitti mein hai shaamil, yahin hai saanson ki manjil - (2)
haathon mein samay ke jivan hai khilauna
ek aankh hasana, ek aankh rona
mitti hi hai mitti mein hai shaamil, yahin hai saanson ki manjil
yeh dharati hai saraayi, ek aaye ek jaaye
uparwaala khel dikhaaye - (2)
mitti hi hai mitti mein hai shaamil, yahin hai saanson ki manjil
har maanav hai yahaan chhaaya - (2)
sab kuchh yahaan hai, paraaya
nashvar hi hai kaarvaan - (6)
|
|
|
|