|
| MOVIE LYRICS |
 |
| |
Home | Album: D | Dard (1981) | Pyar Kaa Dard Hai lyrics
|
|
|
| Movie: Dard (1981) |
| Song Name: Pyar Kaa Dard Hai lyrics |
| Singers: Asha Bhosle, Kishore Kumar |
| Lyrics: Naqsh Lyallpuri |
| Music Director: Khaiyyam |
|
Download Pyar Kaa Dard Hai Song |
Listen Pyar Kaa Dard Hai Song |

pyar kaa dard hai - (2)
mitha mitha pyara pyara - (2)
yeh hasin dard hee - (2)
do dilo kaa hai sahara - (2)
thoda thoda chain bhee hai, thodee thodi bekararee - (2)
aur bhee ho pyar javan, aarju hai yeh hamaree) - (2)
yeh milan ho dobara
pyar kaa dard hai, (mitha mitha pyara pyara -2)
yeh hasin dard hee, (do dilo kaa hai sahara -2)
mujhe mila pyar teraa, tujhe meree chah milee - (2)
naye naye sapno kee, hame nai rah milee - (2)
ek arman hamara
pyar kaa dard hai, (mitha mitha pyara pyara -2)
yeh hasin dard hee, (do dilo kaa hai sahara -2)
roj hame mil key bhee, milane kee aas rahe - (2)
roj mite pyas koyee, aur koyee pyas rahe - (2)
dil divana pukara
pyar kaa dard hai, mitha mitha pyara pyara
han mitha mitha pyara pyara
yeh hasin dard hee, (do dilo kaa hai sahara -2)
pyar kaa dard hai, (mitha mitha pyara pyara -2)
yeh hasin dard hee, (do dilo kaa hai sahara -2)
|
|
|
|