mmm hmm hmm hmm oh ho ho..........
dil ne phir yad kiya
(choree choree satane laga, rato ko bhee jagane laga
lamha hasin pyar kaa (dil ne phir yad kiya -2)) - (2)
(charo taraf khumar hai, mausam bhee bekarar hai
bahke huye khayalo peh abb naa ikhtiyar hai) - (2)
khwabo ko bhee sajane laga, jadu koyee chalane laga
lamha hasin pyar kaa (dil ne phir yad kiya -2)
he eh he la la la......
(chhaya jab surur hai, sare ghamo se dur hai - (2)
mastee me hai yeh jindagee, kuchh toh huwa jarur hai) - (2)
dhire dhire jhalane laga, nindo ko bhee churane laga
lamha hasin pyar kaa (dil ne phir yad kiya -2)
choree choree satane laga, rato ko bhee jagane laga
lamha hasin pyar kaa (dil ne phir yad kiya -2)