|
| MOVIE LYRICS |
 |
| |
Home | Album: F | Fariyaadi | Jal Jal Ke Shama Kee Tarah lyrics
|
|
|
| Movie: Fariyaadi |
| Song Name: Jal Jal Ke Shama Kee Tarah lyrics |
| Singers: Mohammad Rafi |
| Lyrics: Muzaffar Orkazai |
| Music Director: B N Baali |
|
Download Jal Jal Ke Shama Kee Tarah Song |
Listen Jal Jal Ke Shama Kee Tarah Song |

jal jal ke shama kee tarah fariyad naa karna
mai yad bhee aau toh mujhe yad naa karna
mushkil hai bahut pyar kee duniya ko basana
bedard jamane kaa tarika hai purana
do pyar bhare dil kabhee aabad naa karna
mai yad bhee aau.......
aakash kee chotee pe mahal hamane banaya
duniya se bahut dur jahan apna basaya
kismat ne magar chaha hame shad naa karna
mai yad bhee aau.......
abb apne khayalo me mujhe tum naa basana
bhule se kabhee tum mere sapno me naa aana
gar dil me uthe dard toh fariyad naa karna
mai yad bhee aau.......
|
|
|
|