yeah hey yeah yeah........
dil ke sannate khol kabhee - (2)
tanhayee too bhee bol kabhee - (2)
parchhayiya chunta rehta hai, kyun rishte bunta rehta hai - (2)
oh inn wado ke pichhe koyee nahee, kyun vade sunta rehta hai
dil ke sannate khol kabhee - (2)
tanhayee too bhee bol kabhee - (2)
bujh jayegee saree aawaje, yade yade reh jayegee - (2)
oh tasvire bachegee aankho me, aur bate sab keh jayegee
dil ke sannate khol kabhee - (2)
tanhayee too bhee bol kabhee - (2)