((aa bhee ja -2 ai mere hamdam) - (2)
pyar leke aaya hai baharo kaa mausam - (2)) - (2)
ham raho me aankhe bichhaye baithe hai
inn aankho me sapane sajaye baithe hai
sapane tute naa aapake hee nam ke hai
(aa bhee ja -2 ai mere hamdam) - (2)
pyar leke aaya hai baharo kaa mausam - (2)
ae goriye, o goriye.....
ham intjar aisa karenge bar bar
pathhara gayee aankhe bhee do kya mere yar
ajee divane ham aap ke hee nam ke hai
(aa bhee ja -2 ai mere hamdam) - (2)
pyar leke aaya hai baharo kaa mausam......