mil gayi, aaj aasman si aa gayi aagey main jahan se yeh kya hua - 2
(udi, neendein aankhon se judi, raatein khwaabon se
mudi, yeh jaane main kahan) - 2
mil gayi, aaj aasman se aa gayi aagey main jahan se
yeh kya hua
paaon zameen pe hai ya badal pe uljhe sitaare aake aanchal se - 2
jee li umar saari iss pal mein kuch bhi nahi ab mere kal mein
( udi, neendein aankhon se judi, raatein khwaabon se
mudi, yeh jaane main kahan ) - 2
mil gayi, aaj aasman si aa gayi aagey main jahan se
yeh kya hua
( udi, neendein aankhon se judi, raatein khwaabon se
mudi, yeh jaane main kahan ) - 3