aap ke dil ne hamein aawaaz di, hum aa gaye - (2)
hum ko le aayi mohabbat aapki, hum aa gaye
aap ke dil ne hamein aawaaz di, hum aa gaye
apane aane ka sabab hum kya bataaye aap ko - (2)
baithe baithe yaad aayi aap ki, hum aa gaye - (2)
hum hai dilwaale bhala hum par kisi ka jor kya - (2)
jaayenge apani khushi apani khushi hum aa gaye - (2)
hum ko le aayi mohabbat aapki, hum aa gaye
aap ke dil ne hamein aawaaz di, hum aa gaye
kahiye abb kya hai charaagon ki jarurat aap ko - (2)
leke aankhon ne wafa ki roshani hum aa gaye - (2)
hum ko le aayi mohabbat aapki, hum aa gaye
aap ke dil ne hamein aawaaz di, hum aa gaye, hum aa gaye