manjilein kya hai, raasta kya hain - (2)
hausala ho toh faasla kya hai - (2)
manjilein kya hai, raasta kya hain
woh saja deke dur ja baitha - (2)
kisase puchhu meri khata kya hai - (2)
jab bhi chaahega chhin lega woh - (3)
sab usika hai aapka kya hai - (2)
tum hamaare kareeba baithe ho - (3)
abb dawa kaisi abb duwa kya hai - (2)
chaandani aaj kisliye nam hai - (3)
chaand ki aankh mein chhubha kya hai
manjilein kya hai raasta kya hai
hausala ho toh faasla kya hai
manjilein kya hai, raasta kya hain