|
| MOVIE LYRICS |
 |
| |
Home | Album: K | Kaali Ghata | Unake Sitam Ne Lut Liya lyrics
|
|
|
| Movie: Kaali Ghata |
| Song Name: Unake Sitam Ne Lut Liya lyrics |
| Singers: Lata Mangeshkar |
| Lyrics: Hasrat Jaipuri |
| Music Director: Shankar-Jaikishan |
|
Download Unake Sitam Ne Lut Liya Song |
Listen Unake Sitam Ne Lut Liya Song |

unake sitam ne lut liya - (2)
hay kya kare, hay kya kare
aayina dil kaa tut gaya
hay kya kare, hay kya kare
aansu bhee chhup ke so gaye - (2)
palako me rah ke kho gaye
aankho pe chhayee kalee ghata - (2)
hay kya kare, hay kya kare
socha tha woh nibhayenge - (2)
yu naa hame rulayenge, rulayenge
apano ne sath chhod diya - (2)
hay kya kare, hay kya kare
aabad yeh jahan hai - (2)
barabad meree hee jan hai
ai maut aa ke too hee bata - (2)
hay kya kare, hay kya kare
unake sitam ne lut liya - (2)
hay kya kare, hay kya kare
|
|
|
|