aankhon ne chhede taraane ha aa aa aa...
aankhon ne chhede taraane, yeh dil mehakane laga hai
yeh dil mehakane laga hai
lene lagi saans dharati - (2)
ambar dhadkane laga hai - (2)
yeh hawaayein bhi mujhase keh rahi hai - (2)
haan yahin pyaar hai - (4)
aankhon ne chhede taraane, yeh dil mehakane laga hai
yeh dil mehakane laga hai
lene lagi saans dharati - (2)
ambar dhadkane laga hai - (2)
waadon ki ham ik shamma jalaaye, har ik kasam ko manjil banaaye - (2)
aise nikhaare apani wafa ko, (na tum aajmaao na hum aajmaaye -2)
aankhon ne chhede taraane - (2)
yeh dil mehakane laga hai - (2)
khaabon se pyaar ik ghar banaaye, usako mohabbat se hum sajaaye - (2)
apani khushi ki leher mein, (deewaare aur khidkiyaan muskuraaye -2)
aankhon ne chhede taraane - (2)
yeh dil mehakane laga hai - (2)
lene lagi saans dharati - (2)
ambar dhadkane laga hai - (2)
yeh hawaayein bhi mujhase keh rahi hai - (2)
haan yehin pyaar hai - (4)