mann saunp diya anjane me - (3)
anjane me, anjane me - (2)
nainon ne daras ras kiya pan
kar diya palak me hriday dan - (2)
ek jhalak me bandhe nainon se pran - (2)
kitana sukh hai bandh jane me - (2)
mann saunp diya
aankho ko kya ho gaya aaj
hai path me ataki bina kaj - (2)
pag pag par inako baraje laj - (2)
yeh aatee nahee bahalane me - (2)
mann saunp diya