tune dil se kyon mujhko pukaara - (2)
haay raam yeh kya kar daala - (2)
maine dil se tujje kyon pukaara - (2)
haay raam yeh kya kar daala - (2)
tu udhar, main idhar, dono ke dil hai deewane pyar mein - (2)
kudrat ne racha khel saara - (2)
haay raam yeh kya kar daala - (2)
kuch kaho chup raho kya karu aisa ho raha hai kyon - (2)
mujhe mere khayalon ne maara - (2)
haay raam yeh kya kar daala - (2)
tune dil se kyon mujhko pukara - (2)
haay raam yeh kya kar daala - (2)