tune dil se kyon mujhko pukaara - (2)
haay raam yeh kya kar daala - (2)
maine dil se tujhe kyon pukaara - (2)
haay raam yeh kya kar daala - (2)
kya pata kya huwa yu laga tune mujhko chhu liya - (2)
koi dekh lega yeh najaara - (2)
haay raam yeh kya kar daala - (2)
mere dil tu mujhe thaam le varna dub jaaongi - (2)
maine chhod diya hai kinaara - (2)
haay raam yeh kya kar daala - (2)
tune dil se kyon mujhko pukaara - (2)
haay raam yeh kya kar daala - (2)