khel raha hu mai talvar se, khelu kaise tere pyaar se - (2)
aage pichhe bhul bhulaiya, nikale kaise teraa saiyyan
(saiyyan pakad baiyyan, saiyyan padu paiyyan
chalo saiyyan, taaro kee chhaiyyan) - (2)
too raaja, too neta, bas hai naam kaa
too pm, too saiyyan kis kaam kaa
labon pe gile hai, najar me sawaal
teraa gora mukhda hua kyun laal
sab ke dardee, oh bedardee, kaisee teree yeh khudgarjee
leke aayee mai thee arjee, han kar naa kar teree marjee saiyyan
(saiyyan pakad baiyyan, saiyyan padu paiyyan
chalo saiyyan, taaro kee chhaiyyan) - (2)
saiyyan, saiyyan saiyyan saiyyan - (2)
oh saiyyan....