o majhee re o majhee re
apana kinaara nadiya kee dhaara hain, o majhee re
sahilo se behane waale kabhee suna toh hoga kahee
kagajo kee kashtiyo kaa kahee kinaara hota nahee
o majhee re, o majhee re
koyee kinara jo kinaare se mile woh apana kinaara hain
o majhee re
paniyo me beh rahe hain kayee kinaar tute huye
rasto me mil gaye hain sabhee sahaare tute huye
koyee sahaara majhdhaare me mile toh apana sahaara hain
o majhee re apana kinaara nadiya kee dhaara hain