la la la la la.........
(apanee see lagatee hai mujhko kyun ajnabee woh
hone lagee hai iss dil kee divaanagee woh
yeh kya ho raha hai, meraa dil kho raha hai -2) - (2)
pehalee najar me kuchh yu jaadu sa chal gaya
iss jindagee me jaise (sab kuchh badal gaya -2)
yeh kya ho raha hai, meraa dil kho raha hai - (2)
pyaar me kab kya ho jaaye, koyee naa jaane
han, dhund rahe hain ham usako hoke divaane
yeh kya ho raha hai, meraa dil kho raha hai - (2)
kuchh khwaab chaahato ke aankhon me saj rahe
kyun aaj dhadkanon me (ghungharu se baj rahe -2)
yeh kya ho raha hai, meraa dil kho raha hai - (2)
apanee see lagatee hai mujhko kyun ajnabee woh
han, hone lagee hai iss dil kee divaanagee woh
yeh kya ho raha hai, meraa dil kho raha hai - (2)