mitawa re bhul gaye the raahein mitawa - (2)
ek musaafir laakhon raste - (2)
jaane kahaan thi teri raahein
mitawa re bhul gaye the raahein mitawa
lambe sune viraano mein kitani baar ruke dilwaale - (2)
dhup mein dekhe chhanv ke tote - (2)
chhanv mein dekhe dhup ke chhaale
honto par hi rok li hamane -2 ek hasin mein saari aahein
mitawa re bhul gaye the raahein mitawa
ek se ek juda tha raahi, paas the saare sang na koyi - (2)
sab rangon ke dekhe chehare -2 unn aankhon ka rang na koyi
jin baahon mein nind aa jaaye -2 dhund rahe the woh hi baahein
mitawa re bhul gaye the raahein mitawa - (2)