Chaahta Hoon Tujhe… Sochta Hoon Tujhe
har Lamha Har Jagaah Dekhta Hoon Tujhe
tune Mujhko Yun Beqaarar Kiya
beqaraar Kiya, Beqaraar Kiya
hadd Se Zyaada Sanam, Tujhse Pyaar Kiya -2
chaahti Hoon Tujhe, Sochti Hoon Tujhe
har Lamha Har Jagaah Dekhti Hoon Tujhe
tune Mujhko Yun Beqaraar Kiya
beqaraar Kiya, Beqaraar Kiya
hadd Se Zyaada Sanam, Tujhse Pyaar Kiya -2
(na Samjha Na Jaana, Kyun Huwa Diwaana
teri Dhun Mein Jaanam, Khud Se Hoon Begaana) -2
khud Se Hoon Begaana
tera Khwaabon Mein, Deedaar Kiya -2
hadd Se Zyaada Sanam, Tujhse Pyaar Kiya -2
(teri Yaad Aaye, Ab Raha Na Jaaye
khayaalon Mein Mere, Tuhi Muskuraaye) -2
tuhi Muskuraaye
pal Pal Tera Intezaar Kiya -2
hadd Se Zyaada Sanam, Tujhse Pyaar Kiya -2
chaahta Hoon Tujhe… Sochta Hoon Tujhe
har Lamha Har Jagaah, Dekhti Hoon Tujhe
tune Mujhko Yun Beqaarar Kiya
shreya: Beqaraar Kiya, Beqaraar Kiya
hadd Se Zyaada Sanam, Tujhse Pyaar Kiya -2
hadd Se Zyaada Sanam, Tujhse Pyaar Kiya -2