har jazbe mein mila vat hai pratishod he pavitra hai - 2
hai aaj ki mahabharath hai sirf rakht charitra hai
mahabharath hai yaaha aaj ki - 2 rakht charitra.....
naa kate hatihyaar se naa sholo se chjale - 2
aatama suraj hai haa jo dhal ke bhi na dhale
mahabharath hai yaaha aaj ki - 2 rakht charitra.....
kya kare jab zindagi tho do muh ki talvar de - 2
ya tho khud ko marale ya kisi or ko maar de
mahabharath hai yaaha aaj ki - 2 rakht charitra...
har jasbeme milavat hai pratishod he pavitra hai - 2
hai aaj ki mahabharath hai sirf rakht charitra hai
janam ye kehati nahi sahi galat kon tha
jung bas dikhlati hai kon zinda bacha