|
| MOVIE LYRICS |
 |
| |
Home | Album: S | Saanjh Aur Savera | Saavan Bita Jaaye lyrics
|
|
|
| Movie: Saanjh Aur Savera |
| Song Name: Saavan Bita Jaaye lyrics |
| Singers: Mohammad Rafi, Suman Kalyanpur |
| Lyrics: Hasrat Jaipuri |
| Music Director: Shankar-Jaikishan |
|
Download Saavan Bita Jaaye Song |
Listen Saavan Bita Jaaye Song |

ajahun naa aaye baalama, saavan bita jaaye
haay re saavan bita jaaye
nind bhee ankhiya dvaar naa aaye, tose milan kee aas bhee jaaye
aayee bahaar khile phulava, more sapane kaun sajaaye
aa... ajahun...
chaand ko badara garava lagaaye, aur bhee more mann lalachaaye
yaar hasin gale lag ja, morrr umr gujaratee jaaye
aa... ajahun...
|
|
|
|