o jindadee bujhee o yaar sajan, kabhee morh muhar aur aa watan
jindadee bujhee o yaar sajan, kabhee morh muhar aur aa watan
o jindadee....
rohee kee ajab bahaar hai - (2)
jahan mujh kamlee kaa yaar hai, waha aashik usake hajaar hain
aur mai numadee hu bewatan, ho jindadee bujhee o yaar.....
kahee dur jaaye basa hai jo - (2)
mere mann me jisakee chhavee hai, woh na jalaaye tan sulgaaye jo
kaise mitegee yeh agan, ho jindadee...
rohee ke pir farid kee - (2)
bas chaah hai ek did kee, mujhe aas hai uss eid kee
jo milaaye bichhada huwa sajan, ho jindadee...
jindadee bujhee o yaar sajan, kabhee morh muhar aur aa watan
ho jindadee....