|
| MOVIE LYRICS |
 |
| |
Home | Album: T | Taj | Mohe Chhod Gayo Mora Saanvariya lyrics
|
|
|
| Movie: Taj |
| Song Name: Mohe Chhod Gayo Mora Saanvariya lyrics |
| Singers: Lata Mangeshkar |
| Lyrics: Rajinder Krishan |
| Music Director: Hemant Kumar |
|
Download Mohe Chhod Gayo Mora Saanvariya Song |
Listen Mohe Chhod Gayo Mora Saanvariya Song |

mohe chhod gayo mora saanvariya, meree aasha chhut gayee
aaj meree majbur muhabbat ro ro tumhe pukaare
pyaar bhara dil tod ke sajan tum kit or sidhaare
mukh mod gayo mora sanvariya, meree aasha chhut gayee
kaun sune mere mann kee batiya, koyee nahee mera apana
prit abhaagan aaj huyee ek adhura sapana
mukh mod gayo mora sanvariya, meree aasha chhut gayee
|
|
|
|