akele me ham toh ghabara rahe the - (4)
yeh achha kiya ke tum aa gaye - (2)
hame tum bahut hee yaad aa rahe the - (2)
yeh achha kiya ke tum aa gaye - (2)
(joshe junun tha ham pe taree
lamha lamha lagata tha bhaaree) - (2)
maayus ham toh huye ja rahe the - (2)
yeh achha kiya ke (tum aa gaye -3)
akele me ham toh ghabara rahe the - (2)
yeh achha kiya ke tum aa gaye - (2)
(tumhaare siva meraa kaun hai apana
sapna tum ho apana meraa sapna) - (2)
nam tumhaara liye ja rahe the - (2)
yeh achha kiya ke (tum aa gaye -3)
akele me ham toh ghabara rahe the - (2)
yeh achha kiya ke tum aa gaye - (2)