koyee kisee kaa nahee yeh jhuthe naate hain naato kaa kya
kasme waade pyaar wafa sab baate hain baato kaa kya
hoga masiha -2 saamane tere, phir bhee naa tu bach paayega
teraa apana -2 khun hee aakhir tujhako aag lagayega
aasmaan me -2 udane waale mitti me mil jaayega
kasme waade pyaar wafa sab baate hain bato kaa kya
sukh me tere -2 saath chalenge, dukh me sab mukh modenge
duniya waale -2 tere bankar teraa hee dil todenge
dete hain -2 bhagwan ko dhokha, insaan ko kya chhodenge
kasme waade pyaar wafa sab, baate hain baato kaa kya