|
| MOVIE LYRICS |
 |
| |
Home | Album: U | Ustadon Ke Ustad | Sau Baar Janam Lenge, Sau Baar Fana Honge lyrics
|
|
|
| Movie: Ustadon Ke Ustad |
| Song Name: Sau Baar Janam Lenge, Sau Baar Fana Honge lyrics |
| Singers: Mohammad Rafi |
| Lyrics: Asad Bhopali |
| Music Director: Ravi |
|
Download Sau Baar Janam Lenge, Sau Baar Fana Honge Song |
Listen Sau Baar Janam Lenge, Sau Baar Fana Honge Song |

sau baar janam lenge, sau baar fana honge
ai jaane wafa phir bhee, ham tum naa juda honge
kismat hame milane se, rokegee bhala kab tak
inn pyaar kee raaho me, bhatakegee wafa kab tak
kadamo ke nishaan khud hee manjil kaa pata honge
yeh kaisee udaasee hai, jo husn pe chhaayee hai
ham dur nahee tumse, kahane ko judaayee hai
armaan bhare do dil phir ek jagah honge
|
|
|
|