kubul kar le maula - (2)
jindagi mein woh aayi hai, abb jamin par hi jannat hai
ek pal ki na judaai ho, yeh duwa hai yeh hi mannat hai
kubul kar le maula - (2)
jindagi mein woh aaya hai, abb jamin par hi jannat hai
ek pal ki na judaai ho, yeh duwa hai yeh hi mannat hai
kubul kar le maula - (2)
mehaki mehaki saansein kehati hai, dhadkan ban woh dil mein rehati hai
saath jiyenge saath marenge - (2)
kubul kar le maula - (2)
jindagi mein woh aayi hai, abb jamin par hi jannat hai
ek pal ki na judaai ho, yeh duwa hai yeh hi mannat hai
kubul kar le maula - (4)