sajana sajana sajana sajana
sajana aa aa..... jaaye base pardes - (2)
mora suna kar gaye des - (2)
sajana aa aa..... jaaye base pardes
baanwari main toh ho gayi saajan - (2)
phirati hoon main banake jogan - (2)
jaane kya kya badale des - (2)
sajana aa aa..... jaaye base pardes - (2)
sajana aa aa.....
ka jaanu gaye kaun nagariya, bheji na abb tak koyi bhabriya - (2)
koyi laa de re sandes - (2)
sajana aa aa..... jaaye base pardes - (2)
mora suna kar gaye des - (2)
sajana aa aa..... jaaye base pardes - (2)
sajana aa aa.....