sajal ham tum ek hai kehan sunan ko do
sajan ham tum ek hai -2 kehal sulal ko do
bal se bal ko toliye, so do mann kabhee naa ho
kahu kaise sakhee mohe laaj lage - (2)
mohe pee kee najariya maar gayee
kahu kaise sakhee mohe
kahu kaise sakhee mohe laaj lage - (2)
kahu kaise sakhee -2 mohe laaj lage
mohe pee kee najariya maar gayee
maine laj kaa ghunghat khol diyo - (2)
piya jit gaye mai haar gayee
maine laj kaa ghunghat khol diyo
piya jit gaye mai haar gayee
arey abb aao piya aa bhee jaao
aao piya piya aa -2, piya aa piya piya
abb aao piya abb aao piya jee, abb aao piya
aa bhee jao sundar mukhada dikhla jaao
kyon apanee daasee se ruthe ho - (2)
mai toh raah takat tohree haar gayee
ha..........
din raat tora dekhu sapana, moree prit kee laj piya rakhna
mora sab kuchh tum hee toh ho sajana - (2)
mai toh jivan apana vaar gayee
mora sab kuchh tum hee toh ho sajana
kahu kaise sakhee mohe laaj lage
mohe pee kee najariya maar gayee