u: Kaun Si Baat Hai Duniyaa Mein Nahin Jiskaa Ilaaj
ka: Kaun Si Baat Hai Duniyaa Mein Nahin Jiskaa Ilaaj
u: Hamne Ulfat Ke Liye Toden Hai Sab Rasm-o-rivaaj
ka: Hamne Ulfat Ke Liye Toden Hai Sab Rasm-o-rivaaj
both: Kaun Si Baat Hai..
ka: Yun To Kahti Hai Ye Duniyaa Ke Mohabbat Hai Khudaa -2
u: Phir Bhi Ilzaam-e-mohabbat Pe Hi Deti Hai Sazaa
ka: Begunaah Ko Jo Sazaa De Vo Adaalat Hai Samaaj
u: Begunaah Ko Jo Sazaa De Vo Adaalat Hai Samaaj
ka: Hamne Ulfat Ke Liye Toden Hai Sab Rasm-o-rivaaj
u: Hamne Ulfat Ke Liye Toden Hai Sab Rasm-o-rivaaj
both: Kaun Si Baat Hai..
ka: Aa.. Oo.. Aa..
u: Oo.. Ho.. Oo..
u: Agar Insaan Ki Sahulat Ko Bani Hain Rasmen -2
ka: Kyun Mohabbat Kaa Galaa Ghont Rahi Hain Rasmen
u: Mel Khaataa Nahin Rasmon Se Mohabbat Ka Mizaaj
ka: Mel Khaataa Nahin Rasmon Se Mohabbat Ka Mizaaj
u: Hamne Ulfat Ke Liye Toden Hai Sab Rasm-o-rivaaj
ka: Hamne Ulfat Ke Liye Toden Hai Sab Rasm-o-rivaaj
both: Kaun Si Baat Hai Duniyaa Mein Nahin Jiskaa Ilaaj -2
hamne Ulfat Ke Liye Toden Hai Sab Rasm-o-rivaaj
kaun Si Baat Hai..