La: Naam Kya Hai?
ku: Pyaar Ka Maara
la: Ghar Ka Pata Do
ku: Dil Hain Tumhaara
la: Kya Karte Ho?
ku: Tumse Pyaar
la: Isaka Nateeja?
ku: Kuch Bhi Ho Yaar
la: Naam Kya Hai?
ku: Pyaar Ka Maaraa ...
ku: Main Tera Deewana, Tu Meri Deewani
aaise Kyon Nayi Kafaa?
la: Kuch Na Maanu Main, Jaanu Jaanu Main
teri Marzi Hai Kya
ku: Kabhi Laila Majnu
la: Are Ja Re Ja Re Ja
ku: Kabhi Shireen Farhaad
la: Mujhe Aise Na Sata
ku: Kabhi Raanjha Kabhi Heer
la: Dil Rakh Doon Main Cheer
ku: Kabhi Romeo Juliet
la: Chal Hat Baaju Hat
la: Naam Kya Hai?
ku: Pyaar Ka Maaraa ...
ku: Seene Mein Dil Hain, Dil Mein Dhadkan Hain
dhadkan Mein Tu Hai Basi
la: Teri Baaton Mein, Main Na Aaungi
yu Na Kar Dillagi
ki: O Chhodo Na Teri Gali
la: Tu Hai Bhanvara Main Kali
ku: O Raani Aaise Na Akad
la: Meri Baahein Na Pakad
ku: Hain Iraada Mera Nek
la: Du Deewana Dil-phenk
ku: Mujhe Khwaabo Mein Basa
la: Aaise Baatein Na Bana
la: Naam Kya Hain?
ku: Pyaar Ka Maara
la: Ghar Ka Pata Do
ku: Dil Hai Tumhaara
la: Kya Karte Ho?
ku: Tumse Pyaar
la: Iska Nateejaa?
ku: Kuch Bhi Ho Yaar