mahala mahala maha lambola - (2)
(raina soyee soyee, naina jaagee jaagee
jaane kya ho aage, dam dam damru bola) - (2)
mahala mahala maha lambola - (2)
rasta ghere raat khadee hai -2, paayal bedee ban gayee hai
rasta ghere raat khadee hai, paayal bedee ban gayee hai
ho tan dola mann dola dambola, raina soyee soyee......
tushima aise chal rahee hai -2, nadiya jaise jal rahee hai
tushima aise chal rahee hai, nadiya jaise jal rahee hai
o taj banee re shola dambola, raina soyee soyee......
mahala mahala maha lambola - (2)
royega jivan maut hasegee -2, kisee ko naagan aaj dasegee
royega jivan maut hasegee, kisee ko naagan aaj dasegee
o bairan ne munh khola dambola